Shaheed e karbala Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Mazloom e karbala Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Ghareeb o benawa Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Aseer e ashkiya Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Qateel e sarjuda Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Ghareeb o kamsukhan hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Aseer o khastatan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Nabi k jan o tan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Shaheed o bekafan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Mazloom e karbala Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Ali ka dilruba Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Ghar se bula ke meheman
Hussain Hussain Imam Hussain
Di na yazeed ne aman
Hussain Hussain Imam Hussain
Ghorey se gir parey jo shah
Hussain Hussain Imam Hussain
Seeney pe beytah rusiya
Hussain Hussain Imam Hussain
Shah se kaha ye martey dum
Hussain Hussain Imam Hussain
Khushk gala kiya kalam
Hussain Hussain Imam Hussain
Ghareeb o kamsukhan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Shaheed o be kafan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Ali ka dilruba Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Mazloom e karbala Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Tan se jo sar huwa juda
Hussain Hussain Imam Hussain
Kehthey they sheh khuda khuda
Hussain Hussain Imam Hussain
Kaha zubaan se ya Ali
Hussain Hussain Imam Hussain
Wafa pe jab churi chali
Hussain Hussain Imam Hussain
Tukrey huwa jo sheh ka tan
Hussain Hussain Imam Hussain
Hilta tha karbala ka ban
Hussain Hussain Imam Hussain
Aaya zameen ko zalzala
Hussain Hussain Imam Hussain
Sheh ka jo kat gaya gala
Hussain Hussain Imam Hussain
Mazloom e karbala Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Ali ka dilruba Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Nabi ke jan o tan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Shaheed o bekafan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Dahst mein tera ghar loota
Hussain Hussain Imam Hussain
Pyas mein tera sar kata
Hussain Hussain Imam Hussain
Who chand Fatima ka tha
Hussain Hussain Imam Hussain
dehen mien jo kiya gaya
Hussain Hussain Imam Hussain
Qasim e mehlaka tho kya
Hussain Hussain Imam Hussain
Qibl e talak bichar gaya
Hussain Hussain Imam Hussain
Akbar Shabih e Mustafa
Hussain Hussain Imam Hussain
…………………
Ali ka dilruba Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Mazloom e karbala Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Aey noor e chashm e Fatima
Hussain Hussain Imam Hussain
Qateel e dhashte maaria
Hussain Hussain Imam Hussain
Chashmo charagh e Fatima
Hussain Hussain Imam Hussain
Rehan e bagh e Fatima
Hussain Hussain Imam Hussain
Teer e sitam jo chal gaya
Hussain Hussain Imam Hussain
Bachey ka dam nikal gaya
Hussain Hussain Imam Hussain
Akbar shabih e mustafa
Hussain Hussain Imam Hussain
Rahat e jaan e Fatima
Hussain Hussain Imam Hussain
Ali ka dilruba Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Mazloom e karbala Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Zabeeh e benawa Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Gahreeb o kamsukhan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Aseeer o khastatan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Nabi ke jaan o tan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Shaheed o beqafan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Ho gaey hath jab kalam
Hussain Hussain Imam Hussain
Jhuk gaya shaha ka alam
Hussain Hussain Imam Hussain
Mashk e sakina jab chidi
Hussain Hussain Imam Hussain
Jan pe chacha ke aa bani
Hussain Hussain Imam Hussain
Nabi ka bagh ujar gaya
Hussain Hussain Imam Hussain
Har ek gul bichar gaya
Hussain Hussain Imam Hussain
Nabi ki aale sham mein
Hussain Hussain Imam Hussain
Gayi hujoom e aam mein
Hussain Hussain Imam Hussain
Zamana youn badal gaya
Hussain Hussain Imam Hussain
Falak se ati thee sada
Hussain Hussain Imam Hussain
Ghareeb o kamsukhan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Shaheed o bekafan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Nabi ke jan o tan Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Ali ka dilruba Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Dahst mien tera ghar lota
Hussain Hussain Imam Hussain
Pyas mein tera sar kata
Hussain Hussain Imam Hussain
Sooni hai teri bargah
Hussain Hussain Imam Hussain
Noor e nigah he murtaza
Hussain Hussain Imam Hussain
Chashm o chiragh e Fatima
Hussain Hussain Imam Hussain
Rehan e bagh e Fatima
Hussain Hussain Imam Hussain
Sibt e rasool e dosara
Hussain Hussain Imam Hussain
Rahat e jan e Fatima
Hussain Hussain Imam Hussain
Mazloom e karbala Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Ali ka dilruba hussain
Hussain Hussain Imam Hussain
Ghareeb o benawa Hussain
Hussain Hussain Imam Hussain